YA
tu Humain Ataa kar
Aisi Muaafi
k jis k baad phir kabhi
Gunah na ho.
Aisi Muaafi
k jis k baad phir kabhi
Gunah na ho.
Ya Allah tu Humain Ataa kar
Aisi Hidayat
k jis k baad phir kabhi
Gumrahi na ho
tu Humain Ataa kar
Aisi Raza
k jis k baad phir kabhi
Narazgi na ho.
tu Humain Ataa kar
Aisi Rehmat
k jis k baad phir kabhi
Azaab na ho.
tu Humain Ataa kar
Aisi Kamyabi
k jis k baad phir kabhi
Nakami na ho.
tu Humain Ataa kar
Aisi Izzat
k jis k baad phir kabhi
Zillat na ho
~:~:~:Ameen:~:~:~:
No comments:
Post a Comment